Tuesday, 19 July 2011

Rahoon ka basera

akele main in andheri rahoon main,
lele tu mujhe apni bahoon main,
bata aye jindagi tu mujhe
le ja rahi hai kahan.....

sab taraf ye kaisa hai andhera,
samjh na aye sam hai ya savera,
kis raah main chaloon
jindagi tu toh hai rahoon ka basera.

is now ka na jane kaun hai kinara,
ik din tu aayegi,
hai yehi jindagi ka asara,
jindagi tu toh hai rahoon ka basera.
jindagi tu toh hai rahoon ka basera

No comments: