Sunday, 20 November 2011

teri ankhain

teri akhain hai
ya hai yeh sagar ki lahrain
bha jaye jo in main agar
kinara ka pata hi nahi

teri julfain hai
ya hai yeh kali ghata
barsain ye asie
jaise din ya raat ka na pata

teri saansain hai
ya hai yeh sawan ki bhati hawa
jiski sarsarahat
murjhe phul ko karde jawan

tu hai mithya
ya hai dil ki awaj
kisne ye jana
yeh toh bas hai ek raj,